Hello dosto aaj hum log janege ki Apne Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare. Waise to blog me popular post widget ek bahut hi jaruru hissa hai. Jis ke duwra log jaan pate hai ki aap ke blog me kaun si post sabse jada popular hue hai. Is liye aap ko apne blog me popular post widget jarur add karna chahiye. Taki log aap ke blog me aa kar ye jaan sake ki. Aap ke blog me sabse popular post kaun si hai. To chaliye ab hum log jaan lete hai ki. ‘Apne Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare’.
Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare?
Step 1: Sabse pahle aap apne blogger.com me login ho kar dashboard par jaye.
Step 2: Yaha Layout ke upper click kare.
Step 3: Ab aap ke blog ka Layout page open ho jayega. Ab aap ko jaha par bhi apne blog me popular post widget add karni hai. Waha par aap Add a Gadget ke upper click kare.
Step 4: Add a Gadget ke upper click karte hi. Aap ke samne ek naya page open ho jayega. Aap ko is page me Popluar Posts Widget ke upper click karna hai.
Step 5: Popluar Posts Widget ke upper click karte hi. Aap ke samne Popluar Posts Widget ka page open ho jayega.
Aap ko is page me apne popular post widget ka setting karna hoga. Matlab aap ka popular post widget kaisa dikhega.
Title: Title me aap Popular Post ya phir Top Post bhi likh sakte hai.
Most Viewed: Most Viewed me aap ko yah select karna hai ki. Aap ke popular post me jo post show hoga wo kitne dino tak ka show hoga. Matlab 7 days, 30 days ya phir all time ka.
Show: Is me aap ko yah select karna hai ki. Aap ka post title kaisa dikhega.
1. Image Thumbnail: Agar aap image thumbnail ko select karte hai. To aap ka post title image ke saath dikhega.
2. Snippt: Agar aap snippt ko select karte hai. To aap ke post title ke saath aap ke post ki starting ke kuch line bhi show hogi.
3. Display Up Until: Aap apne popular post widget me kitna post show karna chahte hai. Aap ko yaha select karna hai.
4. Save: Jab aap ki puri setting ho jaye. Tab aap Save ki button pe click kare.
Save ke button ke upper click karte hi. Aap ke blog me popular post widget add ho jayegi. Agar aap ko apne blog me popular post widget add karne me koe bhi problem hoti hai. To aap hume comment kar ke puch sakte hai.
Asha karta hi ki aap ko mera ye post pasand aaya hoga. Aur hamesa ki tarah agar aap ka internet ya blogger se related koe bhi sawaal hai. To aap hume comment kar ke puch sakte hai. Hume aap ki madad kar ke bahut khushi hogi.
लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :
Gaurav Srivastava says
aap theme koun sa use kar arhe ho
Mangal Gupta says
Studiopress ka Genesis Framework theme use karta hu.