Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 23, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare. Jaisa ki hum log jante hai ki Blogspot Blog Google ka hi ek free service hai. Aur ab Google ne hal hi me apne blogspot blog ke liye https ki setting free me suru ki hai. Jis ki madad se aap apne blog ko aur bhi jada secure kar sakte hai. To chaliye ab hum log jaan lete hai ki. “Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare”.

Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare

Http ka pura naam hai “Hypertext Transfer Protocol” Aur Https ka pura naam hai “Hypertext Transfer Protocol Secure”. Ab aap ko inke naam se hi idea ho gaya hoga ki. App ke blog ke liye in dono me se kaun sabse jada secure hai.

  • Google Adsense Kya Hota Hai Aur Ye Kaise Kaam Karta Hai

Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare?

Step 1: Sabse pahle aap apne blogger.com me login ho kar apne Dashboard par jaye.

Step 2: Dashboard par jane ke baad aap Setting ke upper click kare.

Step 3: Setting ke upper click karne ke baad aap Basic ke upper click kare.

Https Setting For Blogspot Blog

Basic ke ander aap https setting dekh paa rahe hai. Aap ko yaha par https availability ko “Yes” karna hai.

Yes karte hi aap ke blog ka url kuch is tarah se dekhega jaise “helpsinhindi.blogspot.com” ki jagah “https:// helpsinhindi.blogspot.com” ho jayega.

Aap kabhi bhi chahe to is feature ko band kar sakte ho. Band karne ke liye aap ko bas par https availability ko “Yes” ki jagah “No” kar dena hai.

Note : Agar aap apne blog me custom domain use karte hai. To aap is feature ka use nahi kar sakte hai. Kyu ki ye feature abhi sirf blogspot address ke liye hi hai.

  • Blogger Ke Har Ek Post Me Search Description Kaise Enable Kare

Asha karta hu dosto ki aap ko mera ye post pasand aaya hoga. Aur ab aap ko pata chal gaya hoga ki. “Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare“. Agar aap ka bhi blog ya internet se related koe bhi question hai. To aap hame comment kar ke puch sakte hai.

लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :

Related Posts

Blogger Ke Har Post Me Search Description Box Kaise Enable Kare
ब्लॉगर के हर पोस्ट में Search Description Enable कैसे करे?
duniya ka sabse amir desh
2023 में सबसे अमीर देश कौन सा है? | List Of Richest Countries
Kisi ki bhi call apne phone me sune
किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल पर कैसे सुने?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

Abdul Kalam Quotes in Hindi

डॉ एपीजे अब्दुल कलाम के अनमोल विचार (Abdul Kalam Quotes in Hindi)

bina naam ka railway station

भारत का ऐसा Railway Station जिसका कोई नाम नहीं है

PDF File kaise banaye? | मोबाइल से पीडीएफ बनाए 2025

Reader Interactions

Comments

  1. Help web tech says

    Nice and useful article keep up good word thanks for sharing

    Reply
    • Mangal Gupta says

      Thanks bro…..keep visit

      Reply
    • Gyani Bihar says

      Thank you sir bahut achhi jankari di aapne

      Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap