Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Facebook Like Box Apne Blog Me Kaise Add Kare

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 23, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki Facebook Like Box Apne Blog Me Kaise Add Kare. Aaj kal aap jaha bhi dekhe website par ya phir blog par her jagah. Aap ko facebook like box aasani se dekhne ko mil jayega. Facebook like box ek bahut hi acha tarika hai. Aap ke website ya phir blog ko promote karne ke liye. To chaliye hum log jaan lete hai ki. ‘Facebook Like Box Apne Blog Me Kaise Add Kare’.

How to add facebook like box in your blog

Agar koe bhi visitor aap ke facebook like box ko like karta hai. Aur aap apne post ko facebook pe share karte hai. To us visitor ko aap ke har ek post ki jankari aasani se facebook pe mil jayegi. Agar aap janna chahte hai ki Facebook Page Kaise Banate Hai to yaha click kare.  

Facebook Like Box Apne Blog Me Kaise Add Kare?

Step 1: Sabse pahle aap ko https://developers.facebook.com/docs/plugins/page-plugin pe jana hoga.

Step 2: Yaha aane ke baad aap ko apne facebook like box ke liye kuch setting karni hogi.

Enter your Facebook page URL

1. Facebook Page URL : Yaha par aap ko apne facebook page ka URL dalna hai.

2. Use Small Header : Agar aap ko apne facebook like box ka header chota karna hai. To aap yaha click kare.

3. Hide Cover Photo : Agar aap ko apne facebook like box me. Apne facebook page ka cover photo nahi chahiye. To yaha click kare.

4. Show Page Posts : Agar aap ko apne facebook like box me. Apne facebook page ka post chahiye to yaha click kare.

5. Get Code : Jab aap apne hisab se facebook like box ka setting kar le. Tab aap Get Code ke upper click kare. Get Code ke upper click karte hi. Aap ko do code milege jise aap ko apne blogger blog me copy karni hai.

Copy Your Facebook Like Box Code

Step 3: Ab aap apne blogger.com me login ho kar. Apne dashboard par jaye. Dashboard par jane ke baad aap Template ke upper click kare. Template ke upper click karne ke baad aap Edit HTML ke upper click kare.

Note : Template ko edit karne se pahle aap apne Template ka backup jarur download kar le.

Ab aap Template code editor me kahi par bhi click kar ke. Apne keyboard se Ctrl+F dabaye. Ab aap ke samne ek search box open ho jayega. Aap usme <body> likh kar Enter press kare. Enter press karte hi <body> tag search ho kar aap ke samne aa jayega.

Paste Your Facebook Like Box Code 1

Ab aap ko yaha code 1 ko <body> tag ke niche paste karna hai. Code paste karne ke baad aap Save Template ke upper click jarur kare.

  • Facebook Page Kya Hai Aur Facebook Page Kaise Banaye

Step 4: Ab aap Layout me click kare. Layout me aap ko jaha par bhi Facebook Like Box show karna hai. Waha par ja kar aap Add a Gadget ke upper click kare.

Click on add a gadget

Step 5: Add a Gadget ke upper click karte hi. Ek new page open hoga. Aap ko is page me HTML/JavaScript wale gadget ke upper click karna hai.

Click on HTML-JavaScript gadget

Step 6: HTML/JavaScript wale gadget ke upper click karte hi. Aap ke samne ek naya page open hoga. Is page me aap ko Code 2 paste karna hai.

Paste Your Facebook Like Box Code 2

Code paste karne ke baad aap Save ke button ke upper click kare.

Save ke button ke upper click karte hi. Aap ke blog me facebook like box widget add ho jayega.

Agar aap ko apne blog me facebook like box widget ko add karne me koe problem aati hai. To aap hume comment kar ke puch sakte hai.

  • Blogger Post Publish Karne Ke Baad Use Promote Kaha Kare

Asha karta hu dosto aap ko mera ye post pasand aaya hoga. Agar aap humare dost banana chahte hai. To aap humare Facebook Page ko like karna na bhule.

लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :

Related Posts

apne-google-chrome-browser-me-alexa-toolbar-kaise-add-kare
Apne Google Chrome Browser Me Alexa Toolbar Kaise Add Kare
pdf file ko jpg me kaise convert kare
PDF File को JPG में कैसे Convert करें? Online – Offline तरीका
contact number ka backup kaise le
अपने स्मार्टफोन के Contact Number ka Backup kaise le?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

Godaddy Se Expired Domain Kyu Aur Kaise Kharide

Godaddy Se Expired Domain Kyu Aur Kaise Kharide – Jane Fayde

Arogya Setu App kya hai

Arogya Setu App क्या है? डाउनलोड और यूज कैसे करें

post ko turant google search engine me kaise laye

Blog Post को तुरंत Google Search Engine में कैसे लाये?

Reader Interactions

Comments

  1. Sandesh Gupta says

    jaisa aap bataye hai usi prakar kar raha hu but body ke niche pahala code add karne k baad version 2.5 wala colum me error aa ja raha hai sir kaise hoga

    Reply
  2. Mahaveer Jain says

    Very Nice Bhai. thanks

    Reply
  3. Nitesh Nayak says

    Aacha blog hai aapka adsense ke liye try karo agar kuch problem aaye to aap mujhe trickycenter.com me contact kar sakte ho me aapko effective tarika bataunga adsense approve karne ke liye..

    Reply
  4. Nitesh Nayak says

    Aacha blog hai aapka adsense ke liye try karo agar kuch problem aaye to aap mujhe trickycenter.com me contact kar sakte ho me aapko effective tarika bataunga adsense approve karne ke liye..

    Reply
  5. mahesh says

    sir mere tamplate me HTML me show nhi ho rha

    Reply
  6. mahesh says

    sir g mere template me HTML me gya tha waha par body show nhi ho rha ????

    Reply
    • Mangal Gupta says

      App ctrl+F press kar ke body search kijiye jarur mil jayega.

      Reply
  7. mahesh says

    sir Bahut koshish ki mila nhi plz help me

    Reply
    • Mangal Gupta says

      आप कौन सा theme use करते हो?

      Reply
      • mahesh says

        sir g
        WaterMark Wali Theme Use Krte Hain..

        Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap