Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Facebook Par Apne Aap Chalne Wale Viedo Ko Kaise Off Kare

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 23, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki Facebook Par Apne Aap Chalne Wale Viedo Ko Kaise Off Kare. Kaya aap ke bhi Facebook pe viedo automatically play hone lagta hai. Aur aap nahi chahte hai ki aap ke facebook pe viedo automatically play ho. To aap ye post jarur padhe kyon ki aaj hum log janege ki. Jab hum apna Facebook account open karte hai. To hum dekhte hai ki Facebook pe viedo automatically play hone lagta hai.

How-To-Turn-Off-Auto-Play-Video-In-Facebook

Agar aap mobile data use karte hai. To Facebook ka ye suvidha aap ke liye thora mahaga par sakta hai. Kyon ki  jab aap ke facebook pe viedo automatically play hoga. To aap ka mobile data bhi adhik kharch hoga. Aur ho sakta hai ki kuch yese bhi viedo play hone lage. Jise hum dekhna pasand nahi karte hai. To chaliye hum log jaan lete hai ki. Facebook pe automatically play hone wale viedo ko PC aur Mobile pe hum kaise Off kare.

Facebook Par Apne Aap Chalne Wale Viedo Ko Kaise Off Kare?

Step 1: Sabse pahle aap ko apne Facebook account me login hona hai.

Step 2:

Facebook Setting

1. Apne Facebook account me log in hone ke baad. Aap upper ke image me dekh rahe arrow button ke upper click kare.

2. Ab aap Settings ke upper click kare.

Step 3:

Facebook Viedo Setting

1. Settings ka page open hone ke baad aap videos ke upper click kare. Video Settings me aap do option dekh paa rahe hai. Pahela Video Default Quality matlab aap ke Facebook account me. Jo video play hoga wo kyon sa formate me play hoga. Aap yaha se select kar sakte hai. Aur dusra hai Auto-play Videos matlab aap ke Facebook account me video automatically play hoga ya nahi. Aap yaha yes or no select kar shakte hai.

2. Off button ke upper click kare taki. Aap ke Facebook account me viedo automatically play hona band ho jaye.

  • Facebook Group Kya Hai Aur Kaise Banate Hai

Mobile Me Facebook Par Apne Aap Chalne Wale Viedo Ko Kaise Off Kare ?

Step 1: Aap apne mobile me Facbook open kar ke login ho jaye.

Step 2: Yaha aap facebook ke menu me ja kar setting select kare.

Turn-Off-Auto-Play-Video-In-Facebook In Mobile Part 1

Step 3: Ab aap Videos Play Automatically ko select kare. Yaha aap teen option dekh pa rahe hai.

Turn-Off-Auto-Play-Video-In-Facebook In Mobile Part 2

1. On – Facebook me automatically video play hoga chahe. Aap mobile data use kar rahe ho ya phir aap wi-fi se connect ho.

2. Wi-Fi only – Jab aap wi-fi se connected hai. Tab hi aap ke Facebook account me videos automatically play hoga. Magar mobile data use kar rahe hai. To aap ke Facebook me videos automatically play nahi hoga.

3. Off – Facebook me automatically video play nahi hoga. Is liye aap ko yaha off pe click karna hai. Off karne ke baad aap chahe mobile data use kare ya phir wi-fi. Dono case me video automatically play nahi hoga.

  • Facebook Page Kya Hai Aur Facebook Page Kaise Banaye

Asha karta hu ki ye post aap logo ko pasand aaya hoga. Agar aap ka is post re related ya phir internet ya blogger se related koe bhi sawaal hai. To aap hume comment kar ke puch shakte hai.

लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :

Related Posts

mobile se tv kaise connect kare
मोबाइल से टीवी कैसे कनेक्ट करें 2025 का तरीका
Atm cash pata karne wala app
कौन से ATM में है पैसा, बताएगा यह मोबाइल एप
apne naam ki ringtone kaise lagaye jio
जिओ सिम पर अपने नाम का कॉलर ट्यून कैसे सेट करें?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

cloudflare-cdn-setup-wordpress

Free CloudFlare CDN Setup WordPress Blog Me Kaise Kare – Complete Guide

Amazing Facts about Computer in hindi

कंप्यूटर से जुड़े 50 रोचक तथ्य, Amazing Facts about Computer

Earn Money from Clixsense

Ghar Baidhe Clixsense Se Online Paisa Kaise Kamaye?

Reader Interactions

Comments

  1. shashi says

    Bahut Achha

    Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap