Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide Full Guide

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 20, 2019

Hello dosto ish post me hum log janege ki Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide. India me hostgator India aur bluehost dono hi. Web hosting provide karne wali sab se most popular websites hai. Personally mujhe Hostgator jayada better lagta hai. Ish liye aaj ke ish post me mai aap ko batauga ki ‘Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide’.

Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide

Hostgator me hum debit card se bhi payment kar shakte hai. Aur to aur aap 1 se 3 months tak ka hosting le kar try bhi kar shakte hai. Agar aap ko pasand aaya to aap upgrade kar ke regular user bhi ban shakte ho. In my case mai bhi hostgator ka ek regular user hu.

Hostgator India Se Hi Hosting Kyu Kharide?

Hostgator bahut hi purani aur reliable company hai. Yah apne server ko 99.9% Uptime Guarantee deti hai. Aur to aur 45 days money back Guarantee bhi deti hai. Ish ki sab se acchi baat yah hai ki. Agar aap ke pass jayada knowledge nahi bhi hai. To yah aap ko Hostgator live support aur 24/7/365 Technical Support humesa deti hai.

The HostGator Guarantee

Agar aap ka English weak bhi hai. To Hostgator India aap ko hindi me support karta hai. Aap ko kabhi bhi koe problem aati hai. To aap Tool Free Number 1800-209-8833 se help le shakte hai.

  • Apne WordPress Blog Ka Complete Backup Kaise Kare – Full Guide

Hostgator India Par Hosting Ke Liye Kaun Kaun Se Plan Hai?

Hostgator india par hosting ke liye kae tarah ke plan hai. Jaise Hatchling Plan, Baby Plan aur Business Plan. In tino plans ko hum log details me janege.

Hatchling Plan :

Hatchling plan ke under hostgator company aap ko kewal ek blog ya website ki suvidha deti hai. Mere kahne ka matlab yah hai ki aap kewal ek hi website chala payege. Ek newbie ke liye yah plan thik hai. Ish plan me aap ko Single Domain ke saath saath Unlimited Disk Space, Unlimited Transfer aur Unlimited Emails milta hai.

Bur agar aap ko blogging ka accha knowledge hai. Aur aap ek se jayada website banana chahte hai. To aap ka kaam Hatchling Plan se nahi chalega. Kyu ki Multiple website use karne ke liye. Aap ko Baby plan lena hoga.

Baby Plan :

Hostgator Baby Plan me aap ko Unlimited Domains provide karta hai. Matlab ish plan me aap Unlimited Websites bana shakte hai. Ish plan me Unlimited Domains ke saath saath. Aap ko Unlimited Disk Space, Unlimited Transfer aur Unlimited Emails bhi milta hai. Blogging business ke liye baby plan best plan hai.

Business Plan :

Yah plan big Business ke liye hai. Blogging ke liye yah plan thik nahi hai. Kyu ki ish plan me kuch yese service hai. Jo blogging ke kaam me aata hi nahi hai. Jaise Free Dedicated IP, Free SSL Certificate etc. Agar aap kewal blogging karna chahte hai to yah plan buy na kare.

  • WordPress Plugin Kya Hai Aur WordPress Blog Me Plugin Kaise Install Kare?

Hostgator India Se Hosting Kharidne Ke Liye Kya Kya Chahiye?

1. Domain Name (.com or .in etc. )

2. Debit/ Credit Card, PayPal account ya phir Internet Banking.

Hostgator India Se Hosting Kharidne Se Phale Ka Step?

Hostgator India ya phir kisi bhi dusre web hosting company se. App jab bhi hosing kharide to mai aap ko yahi suggest karunga ki. App sab se pahle 1 ya 3 months ka free hosting le kar try kare. Kyu ki WordPress.org ek broad blogging platform hai. Jis ko samajhne me thora time lagta hai.

Ish se aap ka do fayda hai. First aap ka paisa bachega. Aur second aap ko wordpress par blogging ko samajhne ka thora time bhi mil jayega. Agar phir bhi aap ko WordPress.org accha nahi laga. To aap kabhi bhi quit kar shakte hai.

  • WordPress Par Free Blog/Website Kaise Banaye Full Guide

Hostgator India से Hosting कैसे ख़रीदे?

Hosting lene ke liye aap ko ek primary domain ki jarurat hoti hai. Jise aap baad me change nahi kar shakte hai. Ish liye pahle se try kar le ki aap ko kis domain ke liye hosting leni hai. To chaliye ab hum log step by step jaan lete hai ki. Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide.

Step 1 : Sab se pahle aap Hostgator india ke website par jaye. Aur Get Started Now ki button ke upper click kare. Yaha aap ko 3 plan milege app ko jo thik lage select kare. Kitne time ke liye buy karna hai wo bhi select kar le. Aur phir Buy now ki button ke upper click kare.

Choose Your HostGator Plan

Step 2 : Buy now ki button pe click karte hi. App se pucha jayega ki kya aap ke pass domain hai. Ish ke liye Yes par click kare.

HostGator ask for domain name

Step 3 : Yaha aap apna Domain Name Dale. Aur Backup Your Site Ya Your Website Security Expert ki aap ko jarurat nahi hai. To aap use uncheck kar de aur Continue ki button ke upper click kare.

Add Your Domain Name For Buying Hosting

Step 4 : Ab aap ne jo jo service order kiya hai. Use dikhya ja raha hai. Ish me aap ko kewal CG aur Baby Plan rakhna hai. Ish ke alawa agar aap ko koe dusri service dikhae de. To use delete kar de aur phir Continue ki button ke upper click kare.

Check Hosting Service And Payment

Step 5 : Ab aap Create an Account ke upper click kare.

Create an Account

Step 6 : Ish form me aap ko apna Contact Information aur User Information fill up karna hai. Us ke baad aap ko Create an account ke upper click karna hai.

Fill Your Detail to Create an HostGator Account

Step 7 : Ab aap ko Payment option choose karna hai. Jis ke dwara aap amount ko pay karege. Apna payment option chune aur I agree to the new Customer Agreement ke upper check mark kar de. Aur phir Pay Now ki button ke upper click kar ke apne payment process ko complete kare.

Choose Payment Method to Pay Hostgator India

Payment process successful ho jane ke baad. HostGator ki taraf se aap ke email par ek message bhi aa jayega. Finally ab aap ne Hostgator se Hosting buy kar liya hai. Ab aap ko Hostgator par WordPress Blog install karna hai.

  • Hostgator Hosting Par WordPress Blog Ko Kaise Install Kare?

Asha karta hu dosto app ko mera yah article pasand aaya hoga. Agar aap ko mera yah article pasand aaya hai. To ish se jarur share kare aur apne dosto se bhi kahe. Ish si tarah ke aur updates pane ke liye. Humare Newsletter ko subscribe karna na bhule.

Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:

Related Posts

Cheapest Web Hosting Hostlelo Review
Cheapest Web Hosting (Hostlelo Review) – सबसे सस्ता और अच्छा वेब होस्टिंग प्लान, Only Rs. 69 में
Domain Par Hosting Name Server Kaise Configure Kare
Domain Par Hosting Name Server Kaise Configure Kare
Web Hosting Kya Hota Hai
Web Hosting (Shared, VPS, Dedicated hosting) Kya Hota Hai – Full Guide In Hindi

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

e shram card benefits in hindi

ई श्रमिक कार्ड के फायदे | e shram card benefits in hindi

all bank customer care number list hindi

सभी बैंकों के Customer Care Number लिस्ट एक ही जगह हिंदी में

Blogger Me New Post Kaise Upload Kare

Blog पर अपनी फर्स्ट पोस्ट SEO Friendly कैसे लिखकर डाले?

Reader Interactions

Comments

  1. Rahul says

    Kya isko month k bad month renew kr k pay kr sakte hain ….main chahta hu monthly pay karne k liye

    Reply
    • Mangal Gupta says

      ha kar sakte hai.

      Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap