Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Without Charging Apne Laptop Ki Battery Ka Life Kaise Badhye

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 20, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki Without Charging Apne Laptop Ki Battery Ka Life Kaise Badhye. Battery backup hum sab ke liye ek chinta ka vishay hai. Laptop pe jab hum koe kaam kar rahe ho. Aur electricity ka koe facility nahi ho ya aap kahi bhaher ho. Us samay aap ka battery low ho jaye or bar bar aap ke screen pe notification aaye. To hume us samay kinta bura lagta hai. But kuch useful tips hai. Jinhe aap follow kar ke apne battery ka backup time increase kar shakte hai. Without battery ko charge kiye. To phir chaliye hum jaan lete hai ki ‘Without Charging Apne Laptop Ki Battery Ka Life Kaise Badhye’.

Apne Laptop Ki Battery Ka Life Kaise Badhye

Apne Laptop Ki Battery Ka Life Kaise Badhye Without Charging

1. Decrease Your Brightness And Contrast Of The Laptop :

Jab aap ka laptop charge me nahi hai. To app apne laptop ka Brightness aur Contrast ko kam kar de. Kewal utna hi rakhe jitna ki aap ko jarurat hai. Kyu ki sabse jayada battery brightness aur contrast hi consumed karte hai.

  • Apne PC Par Kisi Bhi Folder Ko Kaise Chupate Hai

2. Unplug External Devices Like USB Ports :

Battery ko backup consumed karne me USB post bhi ek reasons hai. Agar aap USB mouse use karte hai. To ye acchi baat hai. But agar aap Laptop Touch-Pad ke saath comfortable hai. To aap USB mouse ko remove kar de. Kyu ki ye aap ke battery backup ko consumed karta hai. Ish liye aap jitna bhi unneeded External Devices. Jaise External Mouse, External Hard Drive, Pen Drive, External Speakers, iPod, Memory Card etc. Use kar rahe hai to use unplug kar dijiye.

Unplug-External-Devices

3. Close Useless Windows Application :

Jab hum log windows ko start karte hai. To automatically kuch programs windows ke saath hi start ho jate hai. Aur wo humare laptop ke Processor ko use karne lagta hai. For Example maine notice kiya hai. Jab mai apna laptop ko open karta hu. To bina kisi jarurat ke kuch program open ho jate hai. Jaise utorrent, Drop box, Skype ya Google Drive. So aap in sare useless Windows Application ko close kar de.

Useless Windows Application

4. Turn off Wireless Network Connection :

Agar aap kisi network me nahi hai. To aap apne laptop ke Wi-Fi aur Bluetooth connection ko turn off kar de. For example agar aap koe off line kaam kar rahe ho. Ya phir koe movie dekh rahe hai. To us time apne Wi-Fi aur Bluetooth connection ko turn off kar de. Kyu ki ye connectivity bhi aap ke Battery backup ke upper effect dalti hai.

  • IP Address Kaya Hai Aur Hum Apna IP Address Kaise Pata Kare

5. Disable Unneeded Devices like CD/DVD Drives :

Agar app CD/DVD drive ko use nahi kar rahe hai. To aap ish se disable kar de. Kyu jab CD/DVD aap ke laptop me run karta hai. To wo aap ke battery ko bahut jayada consumed karta hai. Unneeded Devices ko disable kaise kare. Us ka instructions niche diya huwa hai.

Device-Manager-from-Startup

In start Menu type “Device Manager” and press Enter or select from your Mouse.

Disable Device Manager

Jab Device Manage Window open ho jaye. Tab aap CD/DVD ROM Drives ke upper right click kar ke use disable kar de.

6. Turn off Laptop LCD screen :

Sabse jayda battery Display Screen consumed karta hai. Ish liye laptop ka battery increase karne ke liye. Apne laptop ke LCD screen ko turn off kar de jab aap apne laptop pe kewal music soon rahe ho. Taki aap ke laptop ka battery life increase ho jaye.

  • Google Chrome Browser Me Bina Internet Ke Free Game Kaise Khele

7. Setup Power Saving Plan Option :

Jayada battery bachane ke liye aap ko Power options ka use karna hoga. Power Saving Plan option Windows Control Panel me available hai. Ya phir aap in Start Menu type “Power options” and press Enter or select from your Mouse.

Power Saving Plan Option

8. Turn off the Screen Saver :

Screen Saver bhi bahut jayada laptop ke battery ka backup consumed karta hai. Ish liye aap apne lapto ka Screen Saver turn off kar de. Taki aap ka aur jayada battery bach shake.

Screen Sever Settings

9. Turn Off Automatic Update :

Jab aap ke laptop me battery kam ho. Tab aap apne laptop me Automatic Update ko turn off jarur kar de. Kyu ki Automatic Update bhi aap ka bhut jayada battery consumed karta hai.

  • Bina Kisi Software Ke Youtube Viedos Kaise Download Kare

Asha karta hu dosto ki aap ko mera ye post pasand aaya hoga. Post pasand aayi hai to please ise share jarur kare aur dosto se bhi kare. Agar aap ka koe saawal hai to aap hume comment kar ke jarur puche. Hume aap ki help karne me bahut khusi hogi.

Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:

Related Posts

bina atm card ke paise nikalna
बिना ATM Card के एटीएम मशीन से पैसे कैसे निकाले?
phonepe se history kaise delete kare
Phonepe se history kaise delete kare? 2025 का तरीका
apne naam ka birthday song kaise banaye
अपने नाम का Birthday Song कैसे बनाए जियो फ़ोन में

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

How to Create a Website ( Blog )

Website (Blog) Free Me Kaise Banaye

Independence Day DP

Independence Day DP 2024 Whatsapp, Facebook के लिए कैसे बनाए?

Jio Recharge New Plans

Jio Recharge New Plans – जियो यूजर्स को झटका अब कॉलिंग के लगेंगे पैसे

Reader Interactions

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap