Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Blog Post ko Promote kaha kare? Traffic Badhaye

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Jun 13, 2022

Promote Your Blog Post After Publish in hindi : Agar aap ke pass koe blog ya website hai. To aap ko ye pata hi hoga ki koe bhi post publish karne ke baad use promote karna kitna jaruri hota hai. Kyu ki aap ke blog ke traffic ke liye ye bahut hi jaruri hota hai.

Apne new post ko publish karne ke baad use promote karne ke liye. aap ko bahut sare steps ko follow karna hota hai. Aaj hum log usi steps ke bare me bate karege. Chaliye jaan lete hai ki Promote Your Blog Post After Publish in hindi. Blogger Post Publish Karne Ke Baad Kaha Promote Kare?

Aap jab bhi koe post likhte hai. To use jada se jada facebook, google+ ya phir twitter pe promote karte hai. Magar kya aap ko ye pata hai ki iske alawa bhi bahut sari yesi site hai. jaha aap apne blog ya website ke post ko share kar shakte hai.

Blogger Post Publish Karne Ke Baad Kaha Promote Kare?

Promote Your Blog Post After Publish in hindi

Yaha hum log apne blog post ko publish karne ke baad kaha kaha share kare. Un sites ke bare me janege. Taki un websites pe apne post ko share kar ke apne blog ya website ka traffic badha shake.

Promote Your Blog Post After Publish in hindi.

1. Social Networking Sites :

A) Facebook :

Facebook

Facebook naam hi kafi hai. kyu ki aaj ke date me sab janta hai ki Facebook duniya ka sab se popular social networking site hai. App bhi facebook ki madad se apne blog ke post ko promote kar shakte hai. App chahe to apna facebook page bana kar. apne post ko promote kar shakte hai. Facebook Me Apna Account Kaise Banaye Janne Ke Liye Yaha Click Kare.

Facebook Page : App apne blog ya website ke naam se ek facebook page bana lijiye. Facebook page banae ke baad app apne blog ke sare post ko yaha share kare. Ab aap apne sare dosto ko apne facebook page ko like karne ke liye invite kare. kyu ki jab aap ke friends aap ka facebook page ko like kar dege. To aap jo bhi post apne facebook page pe share karege wo aap ke friends ke pass pahuch jayega. Faceook Page Kaise Banaye Janne Ke Liye Yaha Click Kare.

Facebook Group : Facebook Group bhi aap ke new post ko promote karne ke liye. bahut hi accha jagah hai. Mujhe to Facebook Page se jayada ashardaar Facebook Group lagta hai. kyu ki agar aap facebook group me apne post ko acche se promote karte hai. to wo aap ko facebook se jayda traffic aur benefit dega.

App apne website ya blog ke naam se ek facebook group banaye. aur aap usme apne dosto ko add kare aur dusre ko bhi apne group ke add hone ke liye boliye. Apne site ki post apne group me share kariye. kyu ki aap jab bhi koe post apne group me share karege to us post ki notification sare group member ko mil jayega.

Facebook per ek tropic se related hajaro lakho group hai. App bhi apne se niche jo bhi popular group hai. Use join kare per yaad rahe ki jis popular group me sabse jayada member ho use hi join kare. Kyu ki jab aap un group me apne post ko share karege to wo post jayada se jayada logo ke pass pahuch sake.

Note : Apne post ko aase kisi bhi group me share na kare. jo post share ko allow nahi karti ho.

Add URL To Your Facebook Profile : Apne facebook profile me aap apne website ka link (URL) jarur share kare. kyu ki jab bhi koe visitor app ke profile pe aaye to use app ke website ka link mil jaye. taki use app ki website pe jane me aasani ho.

  • Blog Me Recent Comment Widget Kaise Add Kare

B) Twitter :

Twitter

Facebook aur Google+ ki hi tarah Twitter bhi aaj ke date me popular social networking site ban gaya hai. App twitter pe bhi apne post ka title aur link tweet kar shakte hai kyu ki twitter pe 140 words se jayda word share nahi kiya ja shakta hai.

C) Pinterest :

Pinterest

Pinterest photo share karne ke liye ek bahut hi accha social networking site hai. aur ise use karna bhi bahut aasaan hai. Jab bhi aap apne blog ka new post pinterest pe publish kare. To bus aap ko apne post ki image ko Pin karna hota hai.

Pinterest pe apne blog ka photo share karne se aap ke blog ka traffic bhi badh jata hai. Is liye aap jab bhi post share kare to us post ke images ko pin karna kabhi bhi na bhule.

  • Blog Me Category Widget Kaise Add Kare

D) StumbleUpon :

StumbleUpon

StumbleUpon bhi ek popular social bookmarking site hai. Mostely sabhi blogger apne site ke post ko promote karne ke liye. StumbleUpon ka use karte hai. Is liye aap bhi apne site ke her ek post ko StumbleUpon pe jarur share kare. Mai bhi apne post ko pomote karne ke liye. StumbleUpon ka use karta hu.

E) Linkedin :

Linkedin

Linkedin bhi aap ke blog ke post ko promote karne ke liye. bahut hi accha platform hai. kyu ki jo log bhi Linkedin use karte hai. unhe aap ki post Linkedin pe aasani se mil jayegi.

F) Digg :

Digg

Digg bhi ek accha networking site hai. jaha pe aap apne blog ke post ko free me promote kar shakte hai. Yaha pe post ko share karna bahut hi aassan hai. yaha pe bus app ko ish ki website pe ja kar ek new account banana hota hai. Digg me account banana ke baad. aap apne blog ke post ko aasani se submit kar shakte hai.

  • Blogger Favicon Kya Hota Hai Aur Apne Blogspot Me Kaise Add Kare

G) Instagram :

Instagram

Instagram ek new networking site hai. jaha pe aap apne blog ke images ko promote kar shakte hai. Is liye aap bhi Instagram pe apne post ke images ko share kar ke. apne blog ka traffic badhaye.

H) Delicious :

Delicious

Delicious bhi ek tarah se dig aur StumbleUpon ke hi jaisa hai. Ise bhi use karna bahut hi aasan hai. App ke blog ke post ko promotr karne ke liye. Delicious bhi ek accha platform hai

I) Scoop.It :

Scoop.it

Scoop.It ek tarah ka free content promoter sites hai. Yaha pe aap apne blog ke post ko free me promote bhi kar shakte hai. Yaha pe apne blog ke post ko promote karne ke liye. bus aap ko Scoop.It ki website pe ja kar apne liye ek profile banana hai.

  • Blogger Blog Par Template Kaise Upload Aur Change kare

2. Slideshare Pe Apne Post Ka Slide Bana Kar Share kare :

Slideshare ek bahut hi alag tarah ka document sharing website hai. Google me Slideshare ki bahut hi acchi ranking bhi hai. Slideshare pe apne post ko upload karne ke liye. sab se pahle apne post ko powerpoint ke convert karna hoga.

Powerpoint me convert hone ke baad aap apne post ko Slideshare pe upload kar shakte hai. Slideshare ka use kar ke bhi apne blog ya website ka traffic increase kar shakte hai.

3. Quora :

Apne blog ki traffic increase karne ke liye ye ek bahut ki acchi site hai. Ye ek question answer related networking site hai. Yaha aap apne post ka link share kar ke. apne blog ya website ka promotion kar skakte ho.

Jaisa ki maine bataya ki ye ek question answer networking site hai. to jab aap logo ke sawalo ka jawab de to usi samay apne site ka link add kar de. aur logo ko apne website pe aane e liye kahe. Aisa karne se aap ke blog ka traffic jarur increase ho jayega.

4. Youtube :

Jaisa ki aap shabi ko pata hoga ki Youtube google ki hi ek popular service hai. aur youtube pe hum apna viedo upload kar shakte hai. Kisi bhi chiz ka promotion karne ke liye viedo ek ahut hi powerful tarika hai.

Is liye aap bhi apne blog ka traffic badhane ke liye. youtube pe apne post se related viedo bana kar upload kare. Youtube pe viedo upload karne se aap ko do fayda hoga ek to aap ke blog ya website ka traffic increase hoga. aur dusra aap paise bhi kamayege.

  • Bina Kisi Software Ke Youtube Viedos Kaise Download Kare

5. Email Newsletter :

Aap apne blog ke liye Email Newsletter jarur banaye. kyu ki ye bahut hi powerful tarika hai. Apne blog ya website ko promote karne ke liye. Agar koe visitor aap ke blog ko subscribe kar leta hai. to aap jab jab bhi koe naya post apne blog pe dalege. To us post ki suchna us visitor ko milti rahegi. Ish ki madad se aap ke purane visitor bhi aap ke blog ka visit karte rahege.

  • Apne Blog Ke Liye Google Analytics Me Account Kaise Banaye

Finally asha karta hi ki aap ko ye post ‘Promote Your Blog Post After Publish in hindi’ jarur pasand aayi hogi. App is post me bataye tariko ko follow kar ke apne blog ka traffic increase kar shakte ho. Agar aap ka koe saawal hai to aap hume comment kar ke puch shakte hai.

Related Posts

website ke liye google sitemap kaise banaye
Blog Ya Website Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye?
Facebook se Dofollow Backlink kaise banaye
Facebook से High Quality Dofollow Backlink कैसे बनाये?
Create Feedburner Account in hindi
Feedburner Par Account Kaise Banaye?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

pnb ka balance kaise check kare

PNB अकाउंट बैलेंस कैसे चेक करें? SMS और मिस्ड कॉल से 2025

Adsense Invalid Click Activity Kya Hai Aur Iska Kaise Pata Lagaye

Adsense Invalid Click Activity Kya Hai Aur Iska Kaise Pata Lagaye

Convert my facebook profile to a page

अपने Facebook Profile को FB Fanpage में कैसे बदले?

Reader Interactions

Comments

  1. Afreen Bano says

    Its really useful for new blogger, So Thanks for sharing this.

    Reply
  2. Vikas Kumar Katariya says

    Bahut he badiya bat btai he Brother, Me bhi in sites pr apna blog jld he post karta hu… Thanks

    Reply
  3. Shahid hussain says

    Acchi tricks hai new blogger ke liye agar wo traffic bhadhana chate hai

    Reply
  4. Ravi says

    Nice article Bhai

    Reply
  5. Saurav says

    Very usefull information.

    Reply
  6. Sneha gabhane says

    Instagram per blog post kase share kare wo pura details mai bataye please

    Reply
  7. Sandeep kumar says

    new blogger ke liye sabse acha tricks hai thank you bro.

    Reply
  8. codewithrandom says

    ab traffic aayega and earn karenge

    Reply
  9. Digitech says

    This is an awesome article.

    Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap