Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Top 10 Best Android Smartphone Under Rs. 10,000 In India 2017

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 20, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki. Aaj ke date me Top 10 Best Android Smartphone Under Rs. 10,000 In India 2017 me kaun kaun sa hai. Kya aap soch rahe hai. Konsa mobile lu ya phir sabse best mobile konsa hai. To aap sahi jagah par hai. Waise to below 10000 rs android mobiles 4g bahut sare mil jayege. But un me se sabse best mobile konsa hai 2017. Thora pata lagana muskil hota hai. Ish liye mai aap ke ish kaam ko thora aasan banana wala hu. Taki aap ko sabse badiya phone 10,000 ke under mil shake.

Top 10 Best Android Smartphone Under Rs

Aksar log jab kudh ke liye new phone purchase karna chahte hai. To thora confuse ho jate hai. Aur sochne lagte hai kaun sa phone lu. Mere liye kaun sa phone best hoga. App ne dekha hoga yesa maximum logo ke saath hota hai. Ki wo aaj ek new phone purchase kiye. Aur 1 month ke baad hi same price me ek aur accha phone market me aa jata hai. Ish liye mai aap ko yesa smartphone suggest karuga ki. Phone purchase karne ke baad aap ko afsos na ho.

  • Mobile Ka Pattern/Pin Lock Kaise Khole – 100% Working

Top 10 Sabse Acha Android Smartphone Under Rs. 10,000 In 2017

Finally dosto kafi sare smartphone ko check kar ke unka review padhne ke baad. Mai aap ko Top 10 Best Android phone Under Rs. 10,000 ka list share karne ja raha hu. Jise padhne ke baad aap apne liye ek accha smartphone to jarur purchase kar lege.

1. Xiaomi Redmi Note 4 (Rs. 9,999)

MI company ka 2GB aur 32GB version wala Xiaomi Redmi Note 4 ka india me currently price rs. 10,000 hai. But agar aap ko 3GB ya 4GB wala mobile chahiye. To aap ko Rs 1,000 aur karch karne hoge. Yah device Gold, dark grey aur black colour me aata hai. Yah ek bahut hi accha phone hai. App ko jarur purchase karna chahiye.

Xiaomi Redmi Note 4 Specifications

Xiaomi Redmi Note 4 – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 2 – 3 GB & 4GB | 32 GB & 64GB
  • Display : 5.5 inches (1080 x 1920)
  • Processor : 2 GHz,Octa
  • Operating System : Android 6.0 (Marshmallow), upgradable to 7.0 (Nougat)
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : Non-removable Li-Po 4100 mAh
  • Available At : Flipkart

2. Xiaomi Redmi 4 (Rs. 10,000)

Yah bhi ek bahut hi accha fingerprint scanner wala phone hai. Ish ka camera bhi bahut accha hai. App ish se bhi try kar shakte hai. Chaliye ish ka specifications jaan lete hai.

Xiaomi Redmi 4 Specifications

Xiaomi Redmi 4 – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 3 GB | 32 GB
  • Display : 5 inches (720 x 1280)
  • Processor : 1.4 GHz,Octa
  • Operating System : Android 6.0.1 (Marshmallow)
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : Non-removable Li-Po 4100 mAh
  • Available At : eBay India

3. Lenovo K6 Power (Rs. 9,999)

Flipkart pe aap ko Lenovo K6 Power Rs. 9,999 me mil jayega. Yah device gold, silver, gray aur dark gray coloue me aata hai. Ye phone bhi aap ke liye bahut accha hai. Chaliye ab ish ka specifications jaan lete hai.

Lenovo K6 Power Specifications

Lenovo K6 Power – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 3 & 4 GB | 32 GB
  • Display : 5 inches (1080 x 1920)
  • Processor : 1.4 GHz,Octa
  • Operating System : Android 6.0 (Marshmallow), upgradable to 7.0 (Nougat)
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 8 MP
  • Battery : Non-removable Li-Po 4000 mAh battery
  • Available At : Flipkart | Amazon

4. Yu Yureka Black (Rs. 9,999)

Rs. 10,000 ke under Yu Yureka Black bhi aap ke pass bahut accha option hai. Yah phone do tarah ke black colour me available hai. Ish phone ka battery life bhi bahut accha hai. But camera ka quliaty thora inconsistent hai.

Yu Yureka Black Specifications

Yu Yureka Black – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 4 GB | 32 GB
  • Display : 5 inches (1080 x 1920)
  • Processor : 1.4 GHz,Octa
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 8 MP
  • Battery : 3000 mAH

Also Read : Android Mobile Me Software Kaise Dale – Complete Guide In Hindi

5. Moto E4 Plus (Rs. 9,999)

Moto E4 Plus bhi 2 aur 3 GB ram wala bahut hi accha phone hai. Ish ka battery backup to bahut hi accha hai. Kyu ki ish me 5000 mAH wala battery hai. Chaliye ish ka specifications jaan lete hai.

Moto E4 Plus Specifications

Moto E4 Plus – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 2 & 3 GB | 16 GB & 32 GB
  • Display : 5.5 inches (720 x 1280)
  • Processor : 1.3 GHz,Quad
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : 5000 mAH
  • Available At : Flipkart

6. Moto G4 (Rs. 9,999)

Motorola ka Moto G4 phone bhi around Rs. 10,000 me aa ja raha hai. Yah phone ka battery aur camera bahut hi accha hai. App ish se try kar shakte hai. To chaliye Moto G4 ka specifications jaan lete hai.

Moto G4 Specifications

Moto G4 – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 2 GB | 16 GB
  • Display : 5.5 inches (1080 x 1920)
  • Processor : 1.5 GHz,Octa
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : 3000 mAH
  • Available At : Amazon

7. Xiaomi Redmi 4A (Rs. 6,999)

2 aur 3 GB ram ke saath yah smartphone bahut hi sasta aur accha hai. Ish ka camera aur batter backup bhi bhut accha hai. App ko ish se jarur try karna chahiye. To phir chaliye ish ka bhi specifications jaan lete hai.

Xiaomi Redmi 4A Specifications

Xiaomi Redmi 4A – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 2 & 3 GB | 16 & 32 GB
  • Display : 5 inches (720 x 1280)
  • Processor : 1.4 GHz,Quad
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : 3120 mAH
  • Available At : Tatacliq

8. Moto G4 Play (Rs. 9,999)

Moto G4 Play bhi Motorola company ka accha phone hai. But ish phone me fingerprint sensor nahi milega. Magar baki sare features thik hai. Chaliye ish ka specifications jaan lete hai.

Moto G4 Play Specifications

Moto G4 Play – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 2 GB | 16 GB
  • Display : 5 inches (720 x 1280)
  • Processor : 1.4 GHz,Quad
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 8 MP
  • Front Camera : 5 MP
  • Battery : 2800 mAH
  • Available At : Amazon

9. Coolpad Note 5 (Rs. 8,999)

Yah phone bhi bahut accha hai. Ish smartphone me aap ko fingerprint sensor bhi mil jayega. Ish ka battery backup aur camera quality bhi bahut accha hai. Cahliye Coolpad Note 5 ka specifications jaan lete hai.

Coolpad Note 5 Specifications

Coolpad Note 5 – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 4 GB | 32 GB
  • Display : 5.5 inches (1080 x 1920)
  • Processor : 1.5 GHz,Octa
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 8 MP
  • Battery : 4010 mAH
  • Available At : Amazon

10. Coolpad Note 5 Lite (Rs. 7,499)

Coolpad Note 5 Lite bhi accha phone hai. App ish se bhi try kar shakte ho. Chaliye ish ka specifications jaan lete hai.

Coolpad Note 5 Lite Specifications

Coolpad Note 5 Lite – Specifications

  • Network : GSM / HSPA / LTE
  • Ram & Storage : 3 GB | 16 GB
  • Display : 5 inches (720 x 1280)
  • Processor : 1 GHz,Quad
  • Operating System : Android
  • Primary Camera : 13 MP
  • Front Camera : 8 MP
  • Battery : 2500 mAH
  • Available At : Amazon | Tatacliq

Asha karta hu dosto ab aap ko pata chal gaya hoga. “Top 10 Best Android Smartphone Under Rs. 10,000 In India 2017”. Finally ab aap ko apne liye Rs. 10,000 ke ander. Phone purchase karne me koi problem nahi hogi. But aap ko koe problem aati hai to aap hume comment kar ke puch shakte hai.

  • Top 10 Best Android Smartphones In India 2017

Dosto agar aap ko mera yah post pasand aaya hai. To ish se social media par share jarur kare. Aur isi tarah ka interesting tropic janne ke liye. Humare newsletter ko subscribe jarur kar le.

Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:

Related Posts

Downgrade Lollipop To Kitkat
लॉलीपॉप हैंडसेट से वापस किटकैट में कैसे आये?
Mobile Ka Pattern-Pin Lock Kaise Khole
Mobile Ka Pattern/Pin Lock Kaise Khole – 100% Working
What is Call Barring in hindi
Call Barring क्या है, इसे कैसे यूज़ करे?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

Pradhan Mantri Awas Yojana Shahri list

Pradhan Mantri Awas Yojana Shahri सूची 2025 में अपना नाम कैसे देखें?

Downgrade Lollipop To Kitkat

लॉलीपॉप हैंडसेट से वापस किटकैट में कैसे आये?

What is Airplane Mode in hindi

Mobile में Airplane Mode क्यों होता है, इसे कैसे इस्तेमाल करे?

Reader Interactions

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap