Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Website (Blog) Free Me Kaise Banaye

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Apr 26, 2021

Hello dosto aaj hum log janege ki muft me matlab Website (Blog) Free Me Kaise Banaye? But uske pahle mai aap sab ko ek baat bata du ki Blogger Kya Hai. Blogger Google ki hi ek free service hai. Jaise Gmail, Youtube, Google Drive, Google+.

Esliye free me Website (Blog) banane ke liye Sabse pahle hume Google ke Gmail account ki jarurt parti hai. Agar aap ke pass gmail account hai. To achi baat hai aur agar nahi hai to aap Gmail me account kaise banaye janane ke liye yaha click kare. 

Website (Blog) Hum Kis Liye Banate Hai?

Website (Blog) Free Me Kaise Banaye

Website (Blog) ki hume ish liye jarurt hoti hai. Taki hum apne kisi  bhi knowledge ko duniya ke samne online share kar shake.  Ya phir duniya ko apni knowledge dhikha shake.

Website (Blog) Free Me Kaise Banaye?

Step 1: Sabse pahle aap www.blogger.com per jaye.

Login In To Blogger

Jaise ki mai aap ko pahle hi bata chukka hu ki Website (Blog) banane ke liye. Google ke 1 Gmail account ki jarurt hoti hai. Aap ke pass agar koe Gmail account hai to phir aap usi Gmail account se login ho sakte hai. Aur agar aap ke pass Gmail account nahi hai. To phir sabse pahle aap Gmail me ek account banaye.

  • Gmail Account Me 2 Step Verification Kaise Enable Kare – Double Security Tips

Step 2: Blogger.com me login hone ke baad ab aap ko bolg banane ke liye. New Blog ke upper click karna hai. Jaisa ki niche diye gaye picture me dikhaya gaya hai.

Click On New Blog

Step 3: Jab aap New Blog ke upper click karege. Tab aap ke samne 1 new page open hoga. Is new page per ab aap ko apne Blog ka Title, apne Blog ka Address matlab aap ke Blog ka URL. Aur aap ke Blog ka Template kaisa hoga select karna hai.  Apne Blog ka pura detail fillup karne ke baad aap ko Create Blog! ke upper click karna hai. 

Website Blog Free Me Kaise Banaye

1. Title-  Title me apne Blog ka Naam dalna hai, Jaise mere blog ka naam hai – “Helps in Hindi”. 

2. Address- Address me aap ko apne Blog ka URL dalna hai, jaise “helpsinhindi”.

3. Template- Template me aap ko Blogger ka koe bhi 1 Tamplate select kar lena hai. Jo aap ko accha lag raha ho.

4. Create Blog!- Last me aap ko  click Create Blog! Ke upeer click kar de.

Create Blog! Ke upper click karte hi. Aap ka Blog ban kar ready ho jayega.

  • Apne Blog Me New Post Kaise Upload Kare
  • Apne Blogspot Blog Ki Security Kaise Badaye

Asha karta hu dosto aap ko mera ye post Website (Blog) Free Me Kaise Banaye? jarur pasand aaya hoga. Post pasand aaya ho to ishe share jarur kare aur apne dosto se bhi kahe. App ka blogger ya internet se related koe saawal hai. To aap hume comment kar ke puch shakte hai.

लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :

Related Posts

bina naam ka railway station
भारत का ऐसा Railway Station जिसका कोई नाम नहीं है
Kya Social Media Ke Secret Short Code Words Jante Hai App
Kya Social Media Ke Secret Short Code Words Jante Hai App
Godaddy Se Domain Name Kaise Kharide
Godaddy Se Domain Name Kaise Kharide – Just Rs. 99

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

Normal TV ko Smart TV kaise banaye

पुराने Normal TV को Smart TV कैसे बनाएं? जाने पूरा तरीका

Jio Vs Micromax 4G VoLTE phones

Jio Vs Micromax – कौन-सा 4G VoLTE फोन खरीदने में फायदा होगा

Bhu Naksha MP

Bhu Naksha MP 2025 | MP Land Record कैसे निकाले?

Reader Interactions

Comments

  1. pardeep saini says

    nice post. very help ful

    Reply
  2. Raghuveer says

    Nice article bahut usefully post likhi he apne or bahut easy tareeke se likhi he ummid he next article jaldi likhege

    Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap