Unlimited Free Call Kaise Kare : Mobile me balance daal kar ya internet ke dwara. To call hum sabhi log karte hai. But kya aap janna chahte hai ki. Bina Balance Aur Internet Ke Lifetime Free Calling Kaise Kare. To aap sahi jagah par hai. Kyu ki aaj hum log janege ki bina paise aur internet karch kiye. Hum log Walkie Talkie ki tarah. Apne dosto se mobile dwara baat kaise kare. To cahliye suru karte hai. Aur jante hai ki bina paise aur internet karch kiye. Hum log lifetime free calling kaise kare.
Free call kaise kare without internet aur balance ke. Waise to internet par aap ko bahut sare app mil jayege. Jis ke dwara aap bina internet aur paise karch kiye. Walkie Talkie ki tarah mobile dwara baat kar shakte hai. But yaha hum log Bluetooth Walkie Talkie app ke bare me baat karne wale hai. Jo mujhe bahut pasand hai.
Bina Internet Aur Balance Ke Lifetime Free Calling Kaise Kare?
Walkie Talkie ki tarah free call karne ke liye. Sab se pahle aap ko Google Play Store se. Bluetooth Walkie Talkie App ko apne mobile me download kar ke install karna hoga. To phir chaliye hum log step by step jaan lete hai. Bluetooth Walkie Talkie App ko ko kaise use karna hai.
Step 1 : Apne mobile me Bluetooth Walkie Talkie App ko Download kar ke install kare.
Step 2 : Ab aap app ko open kare. Open karte hi aap ko mobile screen par. Wi-Fi aur Refresh ka button show hoga. Ab aap ko jis kisi se bhi baat karni hai. Us ke phone me bhi ish App ko install karwaye.
Ab aap apne phone me Bluetooth Walkie Talkie App me show ho rahe. Wi-Fi aur Refresh button par click kare.
Step 3 : Button par click karte hi. App ke aash pass ke sare Bluetooth device ki list show hone lagegi. Ab aap ko jis se bhi baat karni hai. Us ke Bluetooth device par tab kare.
Tab karte hi aap jis se baat karna chahte hai. Us ke phone par Ring hone lagegi. Ring hone par Bluetooth device ka rang red. Aur call receive karte hi rang green ho jayega. Ish app me speaker bhi diya gaya hai. App chahe to ish ka bhi use kar shakte hai.
But ish app se aap 100 meter ke ander hi baat kar shakte hai. Kyu ki bluetooh ki sima 100 meter hi hoti hai.
Asha karta hu dosto ab aap ko pata chal gaya hoga ki. “Bina Internet Aur Balance Ke Lifetime Free Calling Kaise Kare”. Aur aap ko yah post bhi kuch interesting lagi hogi.
- Google Tez App Kya Hai Aur 9000 Rupaye Kaise Kamaye
- किसी भी कंपनी का Sim कैसे बंद करे – idea, Airtel, Vodafone
Ummid karta hu dosto yah post aap ko jarur pasand aaya hoga. Post pasand aaya hai. To ish se social media par jarur share kare. Aur ish tarah ke interesting updates ke liye. Humare Newsletter ko jarur subscribe kar le. Aaj ke liye bus itna hi. Chalte chalet yahi kauga app apna aur apne pariwar ka khyal rahke. Thank You.
Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:
Charchil Bhardwaj says
Please Free Recharge