Top 5 Gadget List 2017 : Technology ki diniya me her roz naye naye device launch kiye ja rahe hai. Smartphone aur Laptop se le kar TV, Camera, Headphone etc. Aasi bahut sari chizo ko market me high-technology ke saath launch kiya ja raha hai. Saath hi saath her ek company ek hi device ke kae model market me utaar rahi hai. Aase me hum logo ko yah tay karna muskil ho jata hai. Ki in me se sabse behtar kaun sa hai. Matlab in me se hume kaun sa device buy karna chahiye.
Ish si chiz ko dhyan me rakh kar. Mai yaha aap ko ish saal 2017 ke Top 5 Gadget List batane ja raha hu. Ish me maine alag alag category ke 5 device ko samil kiya hai. Jise logo ne 2017 me bahut jayada pasand kiya hai. To chaliye start karte hai aur jante hai Top 5 Gadget List 2017.
Top 5 Gadget List 2017
1. Best Phone – Samsung Galaxy S8
Samsung Galaxy S8 Ke Features
- Launch : 2017, March
- Network : GSM / HSPA / LTE
- Display : 5.8 inches
- Resolution : 1440 x 2960 pixels
- Protection : Corning Gorilla Glass 5
- Ram : 4 GB
- Internal Storage : 64 GB
- Camera : 12MP / 8 MP
- OS : Android 7.0 (Nougat)
- Battery : Non-removable Li-Ion 3000 mAh battery
- Price : Rs. 57,900
2. Best Laptop – Dell XPS 13
Dell XPS 13 me bahut hi acche aur saandaarb features hai. Yah kafi halka aur patla bhi hai. Ish ke saath hi yah aap ko 7 hours ka battery life deta hai. Ish me mujhe ek khami lagi. Aur wah hai ish ki web cam ki position.
Dell XPS 13 Ke Features
- CPU : Intel Core i3 – i7
- Ram : 8GB
- Graphics : Intel HD Graphics 620
- Storage : 128 GB – 512 GB SSD
- Display Size : 13.3inch
- Price : Rs. 92,500
3. Best TV – Samsung Q9F QLED
Ish TV ka colour level bahut hi kamal ka hai. Saath hi ish me ultra high brightness diya gaya hai. TV me voice control bhi diya gaya hai. Jo really me kaam karta hai.
Samsung Q9F QLED Ke Features
- Screen Size : 65inch
- Resolution : 4K (2160 x 3840)
- Screen Type : Flat
- Backlight : Edge-Lit LED
- Picture Engine : Q Engine
- Dimming Technology : Supreme UHD Dimming
- Ultra Black : Yes
- Smart TV : Yes
- Platform : Tizen OS 2017
- Processor : Quad Core
- Key Apps : Full Browser, Cloud Games, Smart View, and more
- Remote : Samsung Smart Remote (TM1790A)
- 3D : No
- Sound Effect : DTS Premium Sound 5.1
4. Best Game Control – PS4 Pro
Yah sony ka pahla 4K HDR console hai. Ish ki processing speed kafi acchi hai. Yah smooth aur kafi fast kaam karta hai. Wahi ish me 1TB hard drive bhi diya gaya hai. Agar ish ki kami ki baat kare. To aap ish me 4k blu ray player ko nahi chala shakte hai.
PS4 Pro Ke Features
- CPU : x86-64 AMD “Jaguar,” 8 cores
- GPU: 4.20 TFLOPS, AMD Radeon™ based graphics engine
- Ram : GDDR5 8GB, 1GB DDR3
- Storage size: 1TB
- nput/Output : Super-Speed USB (USB 3.1 Gen.1) port × 3, AUX port × 1
- Networking : Ethernet (10BASE-T, 100BASE-TX, 1000BASE-T)×1, IEEE 802.11 a/b/g/n/ac, Bluetooth® 4.0 (LE)
- AV Output : HDMI out port (supports 4K/HDR) DIGITAL OUT (OPTICAL) port
- Price : Rs. 36,999
Also Read : Bina Internet Aur Balance Ke Lifetime Free Calling Kaise Kare
5. Best Fitness Tracker – Moov Now
Ish ki battery life kafi acchi hai. Jo 6 mahine ki hai. Aur ish ki kimat bhi aap ke budget me ho shakti hai.
Moov Now Ke Features
- Weight : 6 grams
- Display : LED feedback
- Waterproof : Yes
- Activity Tracking : Yes
- GPS : Yes
- Battery Life : 6 months
- Sports Programs (App Support) : Run & Walk, Cycling, Swimming, 7 Minute +, Cardio Boxing, Activity and Sleep tracking
- Price : Rs. 5,290
*Yah news Techradar ke input par adharit hai.
Asha karta hu dosto aap ko “Top 5 Gadget List 2017” jarur pasand aaya hoga. Agar aap ka bhi kuch shujhaw hai. To aap comment box me de shakte hai. Taki logo ko aur acche se samajh me aaye. Aur wo apne liye acchi Gadget buy kar shake.
Dosto agar aap ko mera yah post pasand aaya hai. To ish post ko social media par jarur share kare. Aur ish tarah ke interesting updates ke liye. Humare Newsletter ko jarur subscribe kar le. Aaj ke liye dosto bus itna hi. Chalte chalet bus yahi kahuga. App apna aur apne pariwar ka khyal rakhe. Thank You.
Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:
Share Your Comments & Feedback: