Apne blog ya website par Visitors badhane ke liye bhi. Contact Us page bahut hi accha tarika hai. Apne blog me contact form page banana bahut hi aasan hai. Aap ko bus HTML ki kuch coding add karni hogi. To ab hum log jaan lete hai ki apne blog me kuch coding add kar ke contact form page kaise banaye.
Apne Blog Me Contact Form Page Kaise Banaye?
Step 1: Sabse pahle aap apne blog ke Dashboard >> Layout >> Add a Gadget pe jaye.
1. Ab aap yaha More Gadget ke upper click kare.
2. Aap yaha Contact Form pe click kare.
3. Save ki button ke upper click kare.
Step 2: Ab aap ko apne blog ke template me se kuch coding delete karni hai.
Coding delete karne ke liye aap ko apne blog ke Dashboard >> Template >> Edit HTML par jana hoga.
Edit HTML me jane ke baad aap ko Jump to Widget par click karna hoga. Jump to Widget ke upper click karne ke baad. Aap ko ContactForm1 par click karna hai.
Ya fir aap code box me kahi par bhi click kar ke. Apne keyboard se Ctrl+F press kare. Aur niche diye gaye code ko search kare.
<<b:widget id='ContactForm1' locked='false' title='Contact Form' type='ContactForm' visible='true'>
Step 3: Code ko search karne ke baad left side me diye gaye. Arrow ke upper click kar ke code ko pura open kar le.
Code ko pura open karne ke baad <b:includable id=’main’> se le kar </b:includable> ke beech me. Jo bhi code hai use delete kar dijiye. Agar samajh me nahi aaya to aap niche diye gaye image ko dekhe.
Step 4: Ab aap apne blog ke Template me ]]></b:skin> code search kare.
]]></b:skin> Code search karne ke baad. Niche diye gaye code ko ]]></b:skin> code ke upper paste kar de.
/* Contact Helps In Hindi*/ .contact-form-widget { margin-left:auto; margin-right:auto; width: 400px; max-width: 50%; padding: 0px; color: #000; } .fm_name, .fm_email { float:left; padding:5px; width:48% } .fm_message { padding:5px; } .contact-form-name, .contact-form-email { width: 50%; max-width: 50%; margin-bottom: 10px; height:30px; padding:10px; font-size:16px; } .contact-form-email-message { width:100%; max-width: 80%; height:200px; margin-bottom:10px; padding:10px; font-size:16px; } .contact-form-button-submit { border-color: #f9f9f9; background: #1aeb00; color: #222; width: 100%; max-width: 20%; margin-bottom: 10px; height:30px; font-size:16px; } .contact-form-button-submit:hover{ background: #ffffff; color: #000000; border: 2px solid #FAFAFA; }
Code paste karne ke baad aap Save Template ke button ke upper click kar de.
Step 5: Ab aap ko Contact Us Form Page ke liye. Ek Page banana hai. Page banana ke liye, aap ko apne blog ke Dashboard >> Page >> New Page ke upper click karna hai.
Ab niche diye huwe code ko create new page ke HTML View me ja kar paste kare.

Your Name:

E-mail Address *:

Message *: <textarea class="contact-form-email-message" cols="25" id="ContactForm1_contact-form-email-message" name="email-message" rows="5"></textarea>

1. Page Title me app Contact Us likh de.
2. Ab aap HTML pe click kare.
3. Ab aap yaha upper diye huwe code ko paste kar de.
4. Code paste karne ke baad aap Publish ki button ke upper click kar de.
Publish karte hi aap ka Contact Us page ban kar ready ho jayega.
Ye post padhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyavad. Aur asha karta hu ab aap ko samajh me aa gaya hoga ki. “Apne Blog Me Contact Form Page Kaise Lagaye.” Post pasand aaya ho to social media par jarur share kare. Aur apne dosto se bhi share karne ke liye kahe.
Agar aap ko is post se related ya phir blogger ya internet se related koe bhi problem hai. To aap hume comment kar ke puch sakte hai. Hume aap ki madad kar ke bahut khushi hogi.
लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :
Shivam tewari says
Thanku brother's…. its really work i very pleased with you..
thanku soo much…
Shivam tewari says
Thanku brother's…. its really work i very pleased with you..
thanku soo much…
DEEPU SINGH says
nice
Mangal Gupta says
Thanks
akshay says
ab contact from me error aa rha
Mangal Gupta says
App ke kahne ka matlab nahi samjha