Hello dosto aaj hum log janege ki Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare. Jaisa ki hum log jante hai ki Blogspot Blog Google ka hi ek free service hai. Aur ab Google ne hal hi me apne blogspot blog ke liye https ki setting free me suru ki hai. Jis ki madad se aap apne blog ko aur bhi jada secure kar sakte hai. To chaliye ab hum log jaan lete hai ki. “Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare”.
Http ka pura naam hai “Hypertext Transfer Protocol” Aur Https ka pura naam hai “Hypertext Transfer Protocol Secure”. Ab aap ko inke naam se hi idea ho gaya hoga ki. App ke blog ke liye in dono me se kaun sabse jada secure hai.
Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare?
Step 1: Sabse pahle aap apne blogger.com me login ho kar apne Dashboard par jaye.
Step 2: Dashboard par jane ke baad aap Setting ke upper click kare.
Step 3: Setting ke upper click karne ke baad aap Basic ke upper click kare.
Basic ke ander aap https setting dekh paa rahe hai. Aap ko yaha par https availability ko “Yes” karna hai.
Yes karte hi aap ke blog ka url kuch is tarah se dekhega jaise “helpsinhindi.blogspot.com” ki jagah “https:// helpsinhindi.blogspot.com” ho jayega.
Aap kabhi bhi chahe to is feature ko band kar sakte ho. Band karne ke liye aap ko bas par https availability ko “Yes” ki jagah “No” kar dena hai.
Note : Agar aap apne blog me custom domain use karte hai. To aap is feature ka use nahi kar sakte hai. Kyu ki ye feature abhi sirf blogspot address ke liye hi hai.
Asha karta hu dosto ki aap ko mera ye post pasand aaya hoga. Aur ab aap ko pata chal gaya hoga ki. “Apne Blogspot Blog Ki Security Badane Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare“. Agar aap ka bhi blog ya internet se related koe bhi question hai. To aap hame comment kar ke puch sakte hai.
लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :
Help web tech says
Nice and useful article keep up good word thanks for sharing
Mangal Gupta says
Thanks bro…..keep visit
Gyani Bihar says
Thank you sir bahut achhi jankari di aapne