Helps In Hindi

  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Sarkari Yojna
  • Amazing Facts
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Google Ke Search Engine Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare

Posted By: Mangal Gupta Last Updated: Feb 23, 2019

Hello dosto aaj hum log janege ki Google Ke Search Engine Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare. Kyu ki blog ya website banana ke baad hum log chahte hai ki. Humare blog ya website pe jada se jada visitor aaye. Matlab hamare blog ya website ka traffic jada se jada badhe. Aaj ke date me kisi bhi blog ya website ka sabse jada traffic Google ke search engine se aata hai. Kyu ki hum sabhi log jante hai ki Google duniya ka number one Search Engine hai. Aur hamare itni mahnat se post likhne ke baad. Agar hamara post google ke search engine me nahi aaye. To phir hamare mahnat ka kaya fayda.

Google Search Console Me Apne Blog Ko Kaise Submit Kare

Humare liye ye bahut ki jaruri hai ki hum jo kuch bhi likhe. Wo google ke search engine me aa jaye. To phir chaliye hum log jaan lete hai ki. Hum ‘Google Ke Search Engine Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare’. Apne blog ya website ko Google ke search engine me lane ke liye. Aap ko Google Search Console me apna account bana kar. Apne blog ya website ko aad karna hoga.

Google Search Console aur Google Webmaster Tools dono ek hi hai. Kyu ki Google Search Console ka hi pahle naam Google Webmaster Tools tha. 20 May 2015 ko Google Webmaster Tools ka naam badal kar Google  Search Console ho gaya.

  • Blog Ko Yahoo Bing Webmaster Tools Me Kaise Submit Kare

Google Search Console Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare?

Step 1: Sabse pahle aap ko Google Search Console me login hona hai. Kyu ki jab aap apne gmail account se Google Search Console me login hote hai. Waise hi aap ka Google Search Console me account ban jata hai. Google Search Console me login hone ke liye aap www.google.com/webmasters par jaye.

Google-Search-Console-1

Step 2: Ab aap Sign in to Search Console ke upper click kare. Aur phir aap apne gmail account ka ID or Password dal kar login ho jaye.

Google-Search-Console-2

Step 3: Google Search Console me login hone ke baad. Aap ko apne blog ya website ka URL dal kar. Add Property ke upper click karna hai.

Google-Search-Console-3

1. Apne blog ya website ka URL dale.

2. Add Property ke upper click kare.

Add Property ke upper click karte hi. Aap ka blog ya website Google Search Console me submit ho jayega. Aur ek message display hoga ki Property added. Please check your email for a message with next steps.

Agar aap ka blog ya website par Add Property ke upper click karne ke baad Property added. Please check your email for a message with next steps ka message nahi aata hai. To phir aap ko apne ka blog ya website ko verify karne ke liye ek new window open hoga.

Is window me app Alternate Menthods ke upper click kare. Aur phir Alternate menthods ke under HTML tag ko select kare. HTML tag ke ander diye huwe code ko copy kare. Ab aap ne jo code copy kiya hai. Us code ko aap apne blogger ke template me <head> ke niche paste kar de. Paste karne ke baad verify ke upper click kare. Verify ke upper click karte hi aap ka blog ya website Google Search Console me submit ho jayega.

  • Blog Ya Website Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye

Step 4:

Google-Search-Console-4

Ab aap Google Search Console ke home button pe click kare. Yaha aap dekh payege ki aap ka blog ya website Google Search Console me add ho gaya hai. Agar aap ka koe dusra blog ya website hai. To aap un blog ya website ko bhi Add Property ke button ke upper click kar ke add kar sakte hai.

  • Blog Ko Yandex Webmaster Tools Me Kaise Submit Kare

Apne blog ya website ko Google Search Console me add karne ke baad. Blog ya website ke liye Google Search Console me Sitemap bhi add karna bahut jaruri hai. Apne Blog Ya Website Ke Liye Sitemap Kaise Submit Kare janne ke liye yaha click kare. 

Asha karta hu ki ye post aap ko pasand aaya hoga. Agar aap ka is post se sambandith koe bhi sawaal hai. To aap hume comment kar ke jarur puch shakte hai. Hume aap ki madad karke bahut khusi hogi.

लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :

Related Posts

google map history delete all in hindi
Google Maps से चुटकियो में डिलीट करें अपनी लोकेशन हिस्ट्री
Gmail Account में Contact Number कैसे Save करे?
Naye Algorithm Ke Anusar Google Search Me Top Par Kaise Aaye
Naye Algorithm Ke Anusar Google Search Me Top Par Kaise Aaye

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

berojgari bhatta uttar Pradesh online registration

2023 बेरोजगारी भत्ता उत्तर प्रदेश Online आवेदन कैसे करे?

Wordpress Blog Me CloudFlare Flexible HTTPS SSL Setup Kaise Kare

WordPress Blog Me CloudFlare Flexible HTTPS SSL Setup Kaise Kare

Ram vs Rom in hindi

Ram और Rom क्या है, इन दोनों में क्या अंतर है?

Reader Interactions

Comments

  1. parag jyoti saikia says

    HTMl se mila huwa code kaha por past karna honga thora detail me bataye

    Reply
  2. Mangal Gupta says

    thro detail me bataeye mai samjha nahi

    Reply
  3. salmanshekh salman says

    Blog par mp3 file attached nahi hoti kya

    Reply
  4. Gobinda Kumar sah says

    Thanku so much bhiyaa

    Reply
  5. ABVP Marowa unit says

    Sir mere blogger ka verify nhi ho rha hey

    or ek bt app ne jo bola ki head ki niche pest kro mtlb smaj me nhi aaya plz hlp mee sir

    Reply
  6. Akhilesh Yadav says

    HI

    Reply
  7. Govind prajapat says

    Sir Maine apni website ko Google search console me submit kr diyA or saat me apni website ka sitemap bi bna liya .pr mai ye check kaise kru ki website Google search console me submit huyi h ki nhi
    Meri website h http://www.kmtrue.com
    Sir kya ye website Google AdSense ke ready h .

    Reply
    • Mangal Gupta says

      App Google search console me login kar ke dekhe ki. Aap ne jo sitemap submit kiya hai wo index ho raha hai ya nahi.
      Kuch aur post publish kare. Jab aap ka per day 300+ pages views hone lage tab aap adsense ke liye apply kare.
      App Ye Post Padhe – New Blog Ke Liye Google Adsense Me Apply Kab Kare

      Reply
  8. Nazrul Islam says

    Hello dear bro me blog ko already google search console me kar chuka hu and 125+ post bhi kar chuka hu but visitor kyu nahi araha hai? Please any solutions kindly repply me i Waiting for your advis.

    Reply
    • Mangal Gupta says

      Bhai jaan App apne post ko Social Media pe share kare. Aur apne site pe bhi social follow button widget laga le.
      App Ye Post Padhe – Blogger Post Publish Karne Ke Baad Use Promote Kaha Kare
      Dusra kaam se kare ki apne her ek post me kisi dusre post ka link share kare.

      Reply
  9. Inder says

    Hi very good post thanks for sharing

    Reply
  10. dark astra says

    hello
    sir high-quality content likhneke baad bhi google ka 1st page par rank nehi horaha hia. seo friendly bhi hai kya karna chahiye mujhe?

    Reply
    • Mangal Gupta says

      Hello sir, viswas rakhiye agar aap high-quality content post likh rahe hai. To ek n ek din aapka post google ke 1st page par jarur rank karega.

      Reply
  11. bhawna says

    sir mene abhi ek hfte phle hi nya blog shuru kia h ..uspe no views no comments .
    or vo google web par bhi show nhi ho rha .sir m kya kru .please btaiye.

    Reply
    • Mangal Gupta says

      अभी आपने ब्लॉगिंग start किया है. आप मान लगाकर ब्लॉगिंग करते रहे. एक न एक दिन आप जरुर सफ़ल होगे.
      आप अपने blog का नाम बताए.

      Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Amazing Facts
  • Whatsapp
  • Internet
  • Mobile
  • Android Apps
  • Youtube
  • Google
  • Festival
  • Computer
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing
  • Jio
  • Life Success
  • Security Tips

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

दोस्तों मेरे ब्लॉग Helps In Hindi पर आप सभी का स्वागत है. मै मंगल गुप्ता एक इंडियन ब्लॉगर हु. मैंने ये वेबसाइट लोगो की मदद करने के लिए बनाई है. यहाँ हम अपने audience के लिए internet से सम्बंधित जानकारी हिंदी भाषा में शेयर करते है.

इस साईट पर आप Make Money Online, Blogging, Youtube, Android Apps, Mobile Tips and Trick और New Website कैसे बनाए के बारे में सिख सकते है.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

अगर आप चाहते है की, जब भी हमारे साईट कोई new post publish हो. तो आपको तुरंत उस पोस्ट का notification मिल जाये. तो इसके लिए आप हमारे blog को जरुर से subscribe कर ले.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.
  • भूमि/ज़मीन का Bhulekh khasra khatauni, नक़ल नंबर कैसे निकले?
  • 2020 में नई वेबसाइट के लिए 21 आसान एसईओ टिप्स

Copyright © 2025 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap