Hello dosto aaj hum log janege ki Google Ke Search Engine Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare. Kyu ki blog ya website banana ke baad hum log chahte hai ki. Humare blog ya website pe jada se jada visitor aaye. Matlab hamare blog ya website ka traffic jada se jada badhe. Aaj ke date me kisi bhi blog ya website ka sabse jada traffic Google ke search engine se aata hai. Kyu ki hum sabhi log jante hai ki Google duniya ka number one Search Engine hai. Aur hamare itni mahnat se post likhne ke baad. Agar hamara post google ke search engine me nahi aaye. To phir hamare mahnat ka kaya fayda.
Humare liye ye bahut ki jaruri hai ki hum jo kuch bhi likhe. Wo google ke search engine me aa jaye. To phir chaliye hum log jaan lete hai ki. Hum ‘Google Ke Search Engine Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare’. Apne blog ya website ko Google ke search engine me lane ke liye. Aap ko Google Search Console me apna account bana kar. Apne blog ya website ko aad karna hoga.
Google Search Console aur Google Webmaster Tools dono ek hi hai. Kyu ki Google Search Console ka hi pahle naam Google Webmaster Tools tha. 20 May 2015 ko Google Webmaster Tools ka naam badal kar Google Search Console ho gaya.
Google Search Console Me Apne Blog Ya Website Ko Kaise Submit Kare?
Step 1: Sabse pahle aap ko Google Search Console me login hona hai. Kyu ki jab aap apne gmail account se Google Search Console me login hote hai. Waise hi aap ka Google Search Console me account ban jata hai. Google Search Console me login hone ke liye aap www.google.com/webmasters par jaye.
Step 2: Ab aap Sign in to Search Console ke upper click kare. Aur phir aap apne gmail account ka ID or Password dal kar login ho jaye.
Step 3: Google Search Console me login hone ke baad. Aap ko apne blog ya website ka URL dal kar. Add Property ke upper click karna hai.
1. Apne blog ya website ka URL dale.
2. Add Property ke upper click kare.
Add Property ke upper click karte hi. Aap ka blog ya website Google Search Console me submit ho jayega. Aur ek message display hoga ki Property added. Please check your email for a message with next steps.
Agar aap ka blog ya website par Add Property ke upper click karne ke baad Property added. Please check your email for a message with next steps ka message nahi aata hai. To phir aap ko apne ka blog ya website ko verify karne ke liye ek new window open hoga.
Is window me app Alternate Menthods ke upper click kare. Aur phir Alternate menthods ke under HTML tag ko select kare. HTML tag ke ander diye huwe code ko copy kare. Ab aap ne jo code copy kiya hai. Us code ko aap apne blogger ke template me <head> ke niche paste kar de. Paste karne ke baad verify ke upper click kare. Verify ke upper click karte hi aap ka blog ya website Google Search Console me submit ho jayega.
Step 4:
Ab aap Google Search Console ke home button pe click kare. Yaha aap dekh payege ki aap ka blog ya website Google Search Console me add ho gaya hai. Agar aap ka koe dusra blog ya website hai. To aap un blog ya website ko bhi Add Property ke button ke upper click kar ke add kar sakte hai.
Apne blog ya website ko Google Search Console me add karne ke baad. Blog ya website ke liye Google Search Console me Sitemap bhi add karna bahut jaruri hai. Apne Blog Ya Website Ke Liye Sitemap Kaise Submit Kare janne ke liye yaha click kare.
Asha karta hu ki ye post aap ko pasand aaya hoga. Agar aap ka is post se sambandith koe bhi sawaal hai. To aap hume comment kar ke jarur puch shakte hai. Hume aap ki madad karke bahut khusi hogi.
लेख पसन्द आयी हो तो – Please share this post on Social Media :
parag jyoti saikia says
HTMl se mila huwa code kaha por past karna honga thora detail me bataye
Mangal Gupta says
thro detail me bataeye mai samjha nahi
salmanshekh salman says
Blog par mp3 file attached nahi hoti kya
Gobinda Kumar sah says
Thanku so much bhiyaa
ABVP Marowa unit says
Sir mere blogger ka verify nhi ho rha hey
or ek bt app ne jo bola ki head ki niche pest kro mtlb smaj me nhi aaya plz hlp mee sir
Akhilesh Yadav says
HI
Govind prajapat says
Sir Maine apni website ko Google search console me submit kr diyA or saat me apni website ka sitemap bi bna liya .pr mai ye check kaise kru ki website Google search console me submit huyi h ki nhi
Meri website h http://www.kmtrue.com
Sir kya ye website Google AdSense ke ready h .
Mangal Gupta says
App Google search console me login kar ke dekhe ki. Aap ne jo sitemap submit kiya hai wo index ho raha hai ya nahi.
Kuch aur post publish kare. Jab aap ka per day 300+ pages views hone lage tab aap adsense ke liye apply kare.
App Ye Post Padhe – New Blog Ke Liye Google Adsense Me Apply Kab Kare
Nazrul Islam says
Hello dear bro me blog ko already google search console me kar chuka hu and 125+ post bhi kar chuka hu but visitor kyu nahi araha hai? Please any solutions kindly repply me i Waiting for your advis.
Mangal Gupta says
Bhai jaan App apne post ko Social Media pe share kare. Aur apne site pe bhi social follow button widget laga le.
App Ye Post Padhe – Blogger Post Publish Karne Ke Baad Use Promote Kaha Kare
Dusra kaam se kare ki apne her ek post me kisi dusre post ka link share kare.
Inder says
Hi very good post thanks for sharing
dark astra says
hello
sir high-quality content likhneke baad bhi google ka 1st page par rank nehi horaha hia. seo friendly bhi hai kya karna chahiye mujhe?
Mangal Gupta says
Hello sir, viswas rakhiye agar aap high-quality content post likh rahe hai. To ek n ek din aapka post google ke 1st page par jarur rank karega.
bhawna says
sir mene abhi ek hfte phle hi nya blog shuru kia h ..uspe no views no comments .
or vo google web par bhi show nhi ho rha .sir m kya kru .please btaiye.
Mangal Gupta says
अभी आपने ब्लॉगिंग start किया है. आप मान लगाकर ब्लॉगिंग करते रहे. एक न एक दिन आप जरुर सफ़ल होगे.
आप अपने blog का नाम बताए.